Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
HomePran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haan aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe hiss aaha aa ke dard jawaan hai haa aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai aisi badariyaa aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi aakhir teri saansen mere dil ka dard janengi ahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai nazrein gulaabi ho to har sheh gulaabi hai meri nazar se dekho duniya sharaabi hai nazrein gulaabi ho to nazrein gulaabi
bikaaner ki chunri odhi lehenga pehna jaipur ka haath mein choodi faizabaadi aur meerut ka gajra o gajra daal ke tere dil par main naachun gajra daal ke tere dil par main naachun bikaaner ki chunri odhi lehenga pehna jaipur ka haath mein choodi faizabaadi aur meerut ka gajra o gajra daal ke tere dil par main naachun gajra daal ke tere dil par main naachun choli meri ambaale waali jhilmil jismein resham ki jaali choli meri ambaale waali jhilmil jismein resham ki jaali jaali se tan chamke chamkega mukhda mera damke are damkega baans bareilly waala daala donon aankh mein kajra o kajra daal ke tere dil par main naachun kajra daal ke tere dil par main naachun bikaaner ki chunri odhi lehenga pehna jaipur ka haath mein choodi faizabaadi aur meerut ka gajra o gajra daal ke tere dil par main naachun chhalke chhalke saagar ye aankhon ke doobe ji nmein imaan laakhon ke chhalke chhalke saagar ye aankhon ke doobe jinmein imaan laakhon ke aise na dil machle machlenge kaahe ko na
chain se humko kabhi aapne jeene na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi chaand ke rath mein raat ki dulhan jab jab aayegi yaad humaari aapke dil ko tadpa jaayegi aapne jo hai diya wo to kisi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi aapka ghum jo iss dil mein din raat agar hoga soch ke ye dum ghutta hai phir kaise guzar hoga kaash na aati apni judaayi maut hi aa jaati koi bahaane chain humaari rooh to pa jaati ik pal hasna kabhi dil ki lagi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi
dekho are dilbar dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho are dilbar zulm se tere jab jab dil ka sheesha toota hai har tukde mein hamne tera mukhda dekha hai zulm se tere jab jab dil ka sheesha toota hai har tukde mein hamne tera mukhda dekha hai donon ki zindagi pyaasi hai pyaar ki donon ki zindagi pyaasi hai pyaar ki dil mera kahe chhod ke mujhe aur kahin mat jaana oho dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho na are dilbar zulf ki thandak haan jism ki garmi oho zulf ki thandak jism ki garmi donon tadpaayen haal ye apna aakhir kisko kehne hum jaayen zulf ki thandak jism ki garmi donon tadpaayen haal ye apna aakhir kisko kehne hum jaayen mushkil hai kaatna ek pal tere bina mushkil hai kaatna ek pal tere bina meri nigaah par kabhi yakeen kar maan bhi le mera kehna oho dekho are dilbar tere pyaar ne haye kar daala dil tukde tukde dekho
mere ghar sarkaar aaye kahiye kya khaatir karun main badi uljhan mein hoon ke baat kya aakhir karun aap hi se poochhti hoon aap hi farmaaiye dil karun main pesh e khidmat ya ke jaan haazir karun hoooo oooo oooo ooooo ooooo ek tu hai piya jis pe dil aa gaya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya apni to nazar mein tu raaja koi chor hai jiska ke saare zamaane mein hi shor hai apni to nazar mein tu raaja koi chor hai jiska ke saare zamaane mein hi shor hai aur kahun kya tujhko oye loot liya re mujhko aur kahun kya tujhko haaye loot liya re mujhko tune aankh mila ke jeena dushwaar kar diya tune aankh mila ke jeena dushwaar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ke Dard Jawaan Hai Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 05:28 11926
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Ahamad Wasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Bindu Panikkar, Prem Nath, Jeevan
Duration : 05:28   Song Number : 11926   

Bikaaner Ki Chunri Odhi Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 05:14 40648
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:14   Song Number : 40648   

Chain Se Humko Kabhi Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 03:46 11914
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:46   Song Number : 11914   

Dekho Are Dilbar Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 03:43 37701
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 03:43   Song Number : 37701   

Ek Tu Hai Piya Jis Pe Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 06:06 13975
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:06   Song Number : 13975